Thursday, September 24, 2009

Santa Banta Joke No 14


Once Santa tells Banta, " Oye Yaar.. 2 din pahle mere saath tragedy ho gayi hoti.. Ye to Uparwale ka thankyou hai jo mai bach gaya"
Banta, " Aisa kya ho gaya tha tere saath???? "
Santa, " Mujhe Kobra ne Kaat liya tha!!!!"
Banta, " Kya baat kar raha hai!!!"
Santa, " Oye sach mai yaar!!!!
Banta, " Fir kya hua"
Santa, " Kya hona tha.. Mai bach gaya"
Banta, " Kyu Kobra zahreela nahi tha kya??"
Santa, " Bahot Zahreela tha"
Banta, " Fir kaise bach gaya?"
Santa, " Oye mai us waqt Living Room mai tha..."

Balle Balle

5 comments:

  1. yeh to bada hi zahreela joke tha.

    ReplyDelete
  2. Sakharam,
    To phir Living Room jakar yeh joke padho :D

    ReplyDelete
  3. @Anon
    Pakau ki baat pe ek aur PJ pesh hai..
    http://www.poorjokes.in/2009/01/very-bore-joke.html

    ReplyDelete